
Tu khush ho tou dushwariyan
Kam lagti hain mujhe, sab haasil sa
Lagta hai ab sab pa liya
Tere dil mei jo ghar bana liya tha na
Baahon mei teri
Jag mera simta tha
Tu raazi hai mujh se
Dunya ki parwah kon kare jaana?
Tou aao na sanam
Kaahe ka hai bharam?
Yeh duuriyan kar khatam
Khao na tum rehem
Yoon jao na rooth kar
Ishq ke urooj par
Yeh khushbuain chhor kar
Hum ko yoon torr kar
Yoon jao na
Ao na
Ho, ho, yeah
Aaya tha kuch soch ke par
Kehna dil ki chahta hoon
Kat gayi sab manzilein jo
Phir se jeena chahta hoon
Tu meri ghiza mein teri khata
Teri har ada unwaan mera
Mere humsafar sun le sadaa
Ke safar mera kyun ho rayegaan?
Aa be-gham, tere hi hain sanam
Rooh panah, aankhein nam
Kya sitam? O sanam
Be-hijaab kyun nahi?
Teri ishq ki gali
Ke khusbuain yoon chhor kar
Hum ko yoon torr kar
Tum jao na sanam
Kaahe ka hai bharam?
Yeh duuriyan kar khatam
Khao na tum rehem
Yoon jao na rooth kar
Ishq kе urooj par
Yeh khushbuain chhor kar
Hum ko yoon torr kar
Yoon jao na