Choose a track to play
Banke hawaa nayee aasmaan mein main udi
Ab hai dua ke kisi tarah panaah mile
Main dhoondti rahoon
Saaraa jahaan
Kahin to milegi
Woh khoyi khushi
Dekhoon main jis tarha
Mujhe kuch na dikhe
Marham si yeh hawaa
Chalti rahe
Chaahoon na mai koi parchayi
Sirf kuch tanhayi
Kisi na suni meri
Dil ki pareshani
Sochti hi rehti thi
Kahin toh hogi aabaadi
Soch ke ghav pe
Main davaa bharoon
Raat ke khauf ko bhoolke
Main jiyoon
Naye rah ki or dekhoon
Har waqt mein yeh sochoon
Meri do pal ki zindagi
Yehi hai meri azzadi