Choose a track to play
Start the game, hun mai rare yeah
Jaanu na, na tu sath, tanha m betha tha
Dil k wo raaz, chup alfaaz panno pe ab m likhta
Pal the wo khaas, m azad lakire khudki bunta
Ab ye kalam likhe dard dil mein h jo bhi chhupa
Jeete jee m jee rha tha na tha mrne ka iraada
Tu maamooli mai anokha, h dono mein bas farq itna
M aasmaan ka sitara kyun h raahon mein andheraa
Hai ik dariya yaadon ka aur aansuon ka silsila
Yahan Kisi ko na parwah teri zindagi Yeh imtihaan
Karne se pehle mai dun na ishaara