Choose a track to play
Meri jab saans ruki hai
Mein tera he naam luu
Tera dil kaanch ka tukda
Isko mein na tod dun
Darrta hu khone se tujhko
Baahon mein aaja re
Ladhta hu na hone pe tere
Mere pass aaja re
Mere pass aaja re
Dooriyan mita ja re
Teri baahon mein itna sukoon hai
Khush toh hai tu na
Pyaar tujhe dunga
Teri aankhon mein itna junoon hai
Tera rona abhi
Dil hai adhoora tabhi
Tu na rona kabhi
Main toh hun na abhi
Diwali ke din jo jalta diyaa
Roshni tu he deti hai mora piya
Tu dharam hai tu he meri dua
Sab karam hai ye mere jo ye sab mila
Mere pass aaja re
Dooriyan mita ja re
Teri baahon mein itna sukoon hai
Khush toh hai tu na
Pyaar tujhe dunga
Teri aankhon mein itna junoon hai
Tu na jaana kabhi
Dil hai adhoora tabhi
Meri saansein meri nahi
Teri yaad aarahi abhi