Choose a track to play
Itni mohabbat mujhse kare jo na koi
Tune woh kaam kar diya, haaye, jeena haraam kar diya
Oh, itni mohabbat mujhse kare jo na koi
Tune woh kaam kar diya, haaye, jeena haraam kar diya
Oh, ismein mera kya qusoor, pehli nazron mein choor
Hoke dil tere naam kar diya, haaye, jeena haraam kar diya
Main na samjhoon, na jaane kaise tu mera hua
Maine dil na lagaya, phir kyun dil tera hua?
Ishq Khuda ne banaya, tujhko jahaan mein mujh hi se milaya
Aisa maahaul banaya, meri ore tu chala aaya
Oh, ismein mera kya qusoor, pehli nazron mein choor
Hoke dil tere naam kar diya, haaye, jeena haraam kar diya