Choose a track to play
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Khuda gawaah
Vai-vai-vai, tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki
Tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki
Is baarat ka gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Khuda gawaah
Ho koyi ghulaam, chahe badshah
Ishq ke bagair zindagi gunaah
Ho koyi ghulaam, chahe badshah
Ishq ke bagair zindagi gunaah
Bas yeh sochkar maine jaan di
Vai-vai, bas yeh sochkar maine jaan di
Yani dil diya gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Oh, tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Aaina hoon main na todna mujhe
Todna magar, na chhodna mujhe
Aaina hoon main na todna mujhe
Todna magar, na chhodna mujhe
Kehna tha yahi, meri jaan, mujhe
Valle-valle, kehna tha yahi, meri jaan, mujhe
Tune keh diya gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Vai-vai-vai, tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tere naam ka main kalma padhu
Raat-din tujhe yaad main karoon
Tere naam ka main kalma padhu
Raat-din tujhe yaad main karoon
O, yaad karne se, vai-vai, kya fayda?
Mujhko bhool ja teri jaat se
Main nahin juda, gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki
Tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki
Is baarat ka gawaah Khuda
Khuda gawaah, Khuda gawaah
Khuda gawaah, Khuda gawaah