Choose a track to play

Kabhi kabhi ye lagta hai, kay esa bhi hota
Dur hun jitna tujhse main, pass utna hota
(Ho-o-oh)
Kabhi kabhi ye lagta hai, kay esa bhi hota
Dur hun jitna tujhse main, pass utna hota
Khidki pe aae tu saamne main hota
Socho kabhi esa ho phir kya hi hota
Sun zara jaan-e-jaan,darmiyan apne ho
Kabhi ye ittefaq
Sun zara jaan-e-jaan,darmiyan apne ho
Kabhi ye ittefaq
Kabhi kabhi ye lgta hai, kay esa bhi hota
Is dur jahan se apna ek jahan hota
Apni choti duniya main, aur koi na hota
Kaat lete zindagi agar, esa sama hota
Sun zara jaan-e-jaan,darmiyan apne ho
Kabhi ye ittefaq
Sun zara jaan-e-jaan,darmiyan apne ho
Kabhi ye ittefaq
Socho na kabhi esa ho
Wo jahan agar sacha ho
Teri aagosh main kategi zindgi
Zindagi ki bas yahi, chahat hai meri
Sun zara jaan-e-jaan,darmiyan apne ho
Kabhi ye ittefaq
Sun zara jaan-e-jaan,darmiyan apne ho
Kabhi ye ittefaq