Elige una pista para reproducir
Murtuza Gadiwala, Ruaa Kayy, RUTVXK - fanaah / tabaah
mera sab kuch fanaah
ho jaayega
tere bina
aise kyun hona tabaah?
reh na mera
kyun zidd pe ara?
kyun badduaon ka saaya
aa kar humein tod gaya
mera sab kuch fanaah
ho jaayega
tere bina
aise kyun hona tabaah?
reh na mera
kyun zidd pe ara?
main bhi kyun
faaslon mein
poochu tum se yehi
kya thi kami?
aisi dua tere liye kari
mile chahe joh bhi
agar “woh” main bhi nahi
aisa naseeb kyu na tha
ke saath tere har pal likha
mera sab kuch fanaah
ho jaayega
tere bina
aise kyun hona tabaah?
reh na mera
kyun zidd pe ara?
tu keh ke toh dekh
maang toh le
joh ho sakhta na
woh bhi kar jaunga
tu keh ke toh dekh
maang toh le
joh ho sakhta na
woh bhi kar jaunga
mera sab kuch fanaah
ho jaayega
tere bina
aise kyun hona tabaah?
reh na mera