Elige una pista para reproducir
Kya mujhe jo dikhe; wo hai na
Jo hai na; dekhoon main
Kaagaz bikhre
No, I don't wanna be my enemy
Kya karein
Bas mein rahoon na rahoon
To fark nahi padta tujhe
There's gotta be a remedy
Har kadam pe mile mujhse mera hi koi bayaan
Be-adab si koi dhun sunaaye
Whoa, marz ban ke chadhe mujhpe khayaalon ka andhera
Nafs mera khoya sa hai
Ho raha dard ye aar-paar, paar mere
Aa phir, mujhpe badal barsa de
Ho raha rooh par vaar baar-baar mere
Aa phir, mujhpe badal barsa de
Kaanch ke darwaazon pe jo likhe, wo harf hain
Par mere pehlu se tera pehlu alag hai
Aaj bhi to kal yaad ban ke dikhe
Taraazuon pe kya galat aur kya sahi phir hai?
Har kadam pe mile mujhse mera hi koi bayaan
Be-sabar bhi mujhko banaaye
Whoa, marz ban ke chadhe mujhpe khayaalon ka andhera
Karz koi de hi jaata hai