Elige una pista para reproducir
Padi phir
Nazar ye
Aankhien khuli meri, dekhne laga raah tumhara
Badal ye
Bagal mein
Zyaada khushi ya phir
Hai ye bas pradhushit hawa
Ab gaane laga aise nagme
Ki mei bhoolne laga saare karze
Kisi wajah se mei rehta tha tum se duur
Mei khaana chahta bheed mein dhakke
Nah hi dhak ke rakhna apna chehra mujhe
Dhabbe dabba ke apne
Dabbe paon se aage badoon
Das baje tak thehra yahan pe mei tumhari khaatir
Taange chaudake apne
Ghar jaa ke phir Taare taadoon
Tulna phir logo ki imaaraton se
Doori rakhti taaro ya phir
Khud hi tum bimaar ho jaise
Kumkum bhare gaalon mein. Phir
Reh gaye apne khyaalon mein ji
Ho apne ghar ki laadli
Jaise dilli desh ki rajdhani oh
Kho aaya dil iss sheher mein
Dil ye kahan gaya? (Choomantar)
Jaadu chala aisa
Mujhpe chada qaabu kiska
Choomantar
Ab hoon andar
Nayi dilli mein
Gumrah
Bhatka
Mujhe rasta toh dikha
Mujhe rasta toh dikha
Manmarzi ki yeh raah
Mein khoo raha hu mai
Na ho rahi subhaaa
Mai chaahu na chaahu
Dalbadlu hora hu
Kaamkaazi yeh aadat
Mai toh gharpe sora hu
Waah kya zulfen
Jaga di mere mann mein masti
Haan tu meri nahi par wardi mere ghar ke kapde
Na na na naa nahi chalni marzi hai teri yahan
Gaa gaa gaa ab mere dil mein hai nahi jagha
Kho aaya dil iss sheher mein
Dil ye kahan gaya? (Choomantar)
Jaadu chala aisa
Mujhpe chada qaabu kiska
Choomantar
Ab hoon andar
Nayi dilli mein
Gumrah
Bhatka
Mujhe rasta toh dikha
Waise na hoon ghooma phir inn galliyon mein
Par ab jo haazir aa tumhara ghar hi khoje
Mile toh khush. batte niwala gareebo mein
Na mile toh ghar janna bina zalaeel ho ke
Dikhe muskaan tumhari. Khud ki jaan le le sau kavi bina sankoch kare
Aur hogi unki galti na. Khoobsurat itni ho
Bolo insaan bayan kaise kare