Elige una pista para reproducir

Sencillo / Pista
Ye haseen raatein, dil hai jawaan
Tum ho kahan?
Ye haseen raatein, dil hai jawaan
Tum ho kahan? (Yeah, uh, yeah, uh)
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
Sa-re-ma-ga, ma-pa, ma-pa (loveyapa)
L-O-V-E, yapa, yapa
Ladies and gentlemen
Ho, babu-shona, kuchi-kuchi, kuchiyapa ho gaya
Phenki maine oonchi-oonchi, oonchiyapa ho gaya
Mere jazbaaton ka bhajiyapa ho gaya
Nikla tha love karne, loveyapa ho gaya
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
Sa-re-ma-ga, ma-pa, ma-pa (loveyapa)
L-O-V-E, yapa, yapa
Ladies and gentlemen
Ye haseen raatein, dil hai jawaan
Tum ho kahan? (Yeah, uh, yeah, uh)
Ye haseen raatein, dil hai jawaan
Tum ho kahan?
Intro jiska bhaiya types
Usse nain matakka saiyaan types
Mere liye gaaye tum hi ho
Uske sang kyun chaiyan-chaiyan vibes?
(Loveyapa, loveyapa, love-love, loveyapa, loveyapa)
Commitment ke naam pe tu mujhko ungliyon pe nachaye
Phir bhi yeh tere ungliyan chupke-chupke ab bhi karti hai right swipes
(Loveyapa, loveyapa, love-love, loveyapa, loveyapa)
Ho, situationship mein situyapa ho gaya
Saala, phone ke chakkar mein phoneyapa ho gaya
Social media pe mediayapa ho gaya
Nikla tha love karne, loveyapa ho gaya
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
Sa-re-ma-ga, ma-pa, ma-pa (aa)
L-O-V-E, yapa, yapa (aa)
L-O-V-E, yapa, yapa
Ladies and gentlemen