Elige una pista para reproducir
Dikhta teri aankhon main
Kehna bhi main chahta nahi
Girta hai jab aasman se
Jo hoga hona tha
Tu mujh se kho naa jaa
Jab di mene zubaan to main wohi karta
Bola baar baar halaat huay kharaab yahaan pe
Par inkaar, Bhi kara nahi aik baar
Na hojaen khilaaf humaaray
Par aik baat bataa de
Dikhta teri aankhon main
Kehna bhi main chahta nahi
Girta hai jab aasman se
Jo hoga hona tha
Tu mujh se kho naa jaa
Nazar bhi aaye naa
Main tujh ko dikhaa deta
Baar or baar, haan
Badal bhi jaayen hum
Kisi tarha yaad ayega
Ehityaatan sun le naa
Agar phir dobara
Samjhana paday toh
Hun taabedaar
Jitnay sawaal hain meri jaan
Aisa dikhtaa hai mera pyaar (mera pyaar)
Tu mujh se kho naa jaa