Elige una pista para reproducir
Aankhon mein sapne toh hain
Phir lakeeron mein kyun kami
Ladne ki taakat toh hai
Magar dar se hai kyun dabi
Hai ajnabi
Akela toh nahin
Zindagi
Se badh kar kuch nahin
Raahon mein chalte hue
Ho gaye hain din kayi
Har dagar mod hai
Manzilein kyun na dikhi
Kar yakeen
Khud pe tu kabhi
Zindagi
Se badh kar kuch nahin
Goonje awaazein agar
Theher jaana tu do pal
Dhoond lenge saare hal
Kabhi hoga tera kal
Goonje awaazein agar
Theher jaana tu do pal
Dhoond lenge saare hal
Kabhi hoga tera kal
Jaanta khuda teri
Manzilein kahaan
Taqdeeron ke pannon pe likh chuka
Teri dastaan
Hai saji
Kal se rut nayi
Zindagi
Se badh kar kuch nahin
Hai ajnabi
Akela toh nahin
Zindagi
Se badh kar
Kuch nahi