Elige una pista para reproducir
Dabbe pade
Bhav phir ye khud mein kyun
Waise lage
Mil ke phir sab keh du
Kaise kahoon
Hoth darr se sile jo gaye
Jalan bhari
Lage jaise bharri duphair
Bhare khauf
Bhare laaj
Bhare sharam
Mei toh awaara
Raja chahti jagah ki tum
Taiyaaar
sunne ko hoon inkaar
Mauka jaane na du karna mujhe phir
Izhaar
Karne aaya mei
Izhaar
Karne aaya mei
Izhaar
Karne aaya mei
Izhaar
Karne aaya
Karne aaya
Bhatku sheher tumhare, Dil apna khat mein le ke
Tadpu zeher par tum aa ke phir ho lafz ye kehte
Jis se sunn kar
Reh le koi bhi khud admare
Chalo kaam kare aisa jis se charche bade
Ya phir chuppe sab se
Khud hi khud mein khoob ulajhte
Baitha mei hoon moolchand pe
Dekho muh ye kaise latke
Baatien na hoti ab, Kaash bhaav mei ye gaa du
Agar nah ho paaya unhe baha du ya gaadh du
Dil ye dhadke tezz
Vaahun mein jaise lag gaye race
Hai Khaali phir ye kyun galle
Lag jao ya phir daba do isse
Mei hoon aisa awaara khojoon ghar jahan nah ho rasta
Jagah banti jahan pe na, mei le baitha wahan bori basta
Roshni tum andhe ki, gayab tum jab palak jhapki
Mei darr pe khada, Khat ko leke, Khat khaakka, khamoshi khille
Dekha jab chehre ko, bhoola mei kya tha kehne ko
Waise kehta mei bohot kuch, ab Muh se mere shabd na nikle
Dabbe pade
Bhav phir ye khud mein kyun
Waise lage
Mil ke phir sab keh du
Kaise kahoon
Hoth darr se sile jo gaye
Jalan bhari
Lage jaise bharri duphair
Bhare khauf
Bhare laaj
Bhare sharam
Mei toh awaara
Raja chahti jagah ki tum
Taiyaaar
sunne ko hoon inkaar
Mauka jaane na du karna mujhe phir
(Hol' up fire firse)
Subah ka sapna tum
Bana mei hakla kyun
Tum waisi chaaon ho
jo khoje vykati
jab ho dhoop
Tum ek madhur si dhun
Mei gaata kaua hoon
Tum bolti hui zabaan
Baitha mei guunga kyun
Himmat ikkhata kar ke
Bhav ye mere muh se barse
Kehta puri dil ki baat
Par chehra phir badalne lage. Sach hogaye phir saare darr the
Bhasam dekhe saare sapne
Mastak mein chale awaaz
Par baat bhula di maine hass ke
Ummeed na rakhi kabhi
Dil mein ab hai gehri kami
Pakki bas dosti
Lage na aage yaar ke letter P
Adhura khwaab tum
Adah ke bina khatoon
Pyaasa bhatkoon sadko pe
Tum barso aao. megh raag tum
Jalan toh khoob hai
Jo thaamega aa ke dil tumhara
Aur agar dikhi mujhe
Maanoon phir usse chhalawaa
Pyaar ki galliyon mein
Milti bas khaali rukawat
Dikhte bas jode yahan pe
Bhatkoon mei bann ke awaara
Dabbe pade
Bhav phir ye khud mein kyun
Abhi lage
Kehta na toh rehta mehfooz
Ab na kahoon
Svikar na koi kare mujhe
Jalan bhari
Lage jaise bharri duphair
Bhagge khauf
Bhagge laaj
Bhagge sharam
Mei toh awaara
Raja chahte jagah ke sab
Taiyaaar
sunne ko hoon inkaar
Mauka jaane na du karna mujhe phir
Izhaar
Karne aaya mei
Izhaar
Karne aaya mei
Izhaar
Karne aaya mei
Izhaar
Karne aaya
Karne aaya