Awaazein Pukaarein
Dhoonde bahanay
Meray haal se
Woh baykhabar hai
Khela jo dil ka jooa
Loot lena hai
Woh na maanay
To bus ek hul hai
Rub meray
Yeh jaan lelay
Yeh ishq zaalim hai
Maine parh liye kalmay
Yeh ishq saazish hai
Yaadein aisi
Nishaan rahein ge
Jo tu kehta
Kardeta muskara ke
Jaatay hooay
Tujhe alvida
Tera naam yeh jism
Teray naam yeh jawani
Rub meray
Yeh jaan lelay
Yeh ishq zaalim hai
Maine parh liye kalmay
Yeh ishq saazish hai
Hum ghulam thay dil ke
Yeh dil to paagal hai
Sunay thay logon se kissay
Yeh ishq kaatil hai
Dekha jo usse tha
Hosh na
Khamosh na reh saka
Hooa main barbaad
Lut gaya
Haan maan li haar
Yeh ishq zaalim hai
Yeh ishq saazish hai
Yeh dil to aashiq hai
Yeh ishq kaatil hai