Elige una pista para reproducir
Seedhi suljhi si thi main, uljhi jo tujhse nazrein
Baithe bithaye hi gaya, ye jiya
Halki halki ye boondein, chehre ko aise choome
Jaise ho tune chuu liya, o piya
Dil ye bechara, dhadke
Kuch zyaada yaara
Pehli baarish sa tu hai
Mehki, main tujhse yaara
Haara maine dil haara
Bhooli main ye jag saara
Tere dil ki galiyon mein
Dhoonda apna jag saara
Jaan-e-man, jaan-e-jaan
Haara maine dil haara
Bhooli main ye jag saara
Tere dil ki galiyon mein
Maine dhoonda apna jag saara
Jaan-e-man, jaan-e-jaan
Behki behki main aise, kashti masti mein jaise
Bas mein nahi hai ye jiya, ye jiya
Main to hawaayein choomu, aur barishon mein jhoomu
Mann ye hua re chhaliya, chhaliya
Dil ye bechara, dhadke
Kuch zyaada yaara
Pehli baarish sa tu hai
Mehki main tujhse yaara
Haara maine dil haara
Bhooli main ye jag saara
Tere dil ki galiyon mein
Dhoonda apna jag saara
Jaan-e-man, jaan-e-jaan
Haara maine dil haara
Bhooli main ye jag saara
Tere dil ki galiyon mein
Maine dhoonda apna jag saara
Jaan-e-man, jaan-e-jaan