Elige una pista para reproducir
Baccha karta Mann Marzee
Bachpan se badtameezi
Straight outta the crowd
I play it rather easy
Teri aukaat pe
Stepping over
With a Yeezy
Yeh shit easy sheezy
Lagey zubaan theeki theeki
Gaali ke saath chupki LSD
Soney nahi deta PTSD
Hava breezy breezy
Lagey zubaan theeki theeki (aah)
I drive my crib to Uttam Nagar
Mic pe kisi ke Amma Papa ko na du fuck ab
Jotey chai saath hariyaali aur laa shakkar
Maine saalo se nahi dekhi pyaar karne walon ki shakal
Aur gussa bhara pada jaise cartel
Toh bhari padi itni akad
Rakhta apne aap ko zameen se pakad
Bawa darr lagta cab leney wala na Lele kal maybach ab
Meri college mai geeni nahi maine kitni back ah
Tight hai
Meri Chatrapati Shivaji ke tarah back haan
Aur yeh sunne sunnani ki baat nahi
Kar raha kaam jaise bhara sabar hai
Peera jaam jaise kaleja amar hai
Aur skillset udhaar kal aakey leja
Milega saath bada byaaz
ATHSAUATH ek fucker hai
Fucker hai
Fucker hai
Fucker hai
Fucker hai
Chahiye drugs nahi
Phakr hai khudpe
Chutiyon pe shabd nahi
Labz pe bars
Haath mai gun nahi par Kalam hai
Taakat itni phaad de bhosade abh bhi
Khud pe shaq nahi
Haath mai Kalam hai
Sapne soney nahi dete
Din ke sapne dikhate galey mai sona
Raat ke sapne dikhate gullyjismey mera bacchpan tha hota
Toh bhai ke saath gaya jotey phuk ke phirse wahi gully vapas dhundna
Lagta ab zinda rehna jaise zehar apni sharaab mai gholna
Jab na koi saath toh bolna
Jin baalo mai lehratha haath tha
Unmein saja raha ab aur koi gajra
Har jagah staapith hu jaanta kya maajra
BT dikhe bhai ke saath jaha wahan haazir hu haan
DNA mai likha hi nahi haarna
Haara toh jeetunga dusri baar
Jaha pasand nahi taalukaat rakhna
Vaha jaaye mera lauda bhi na
Baccha karta Mann Marzee
Bachpan se badtameezi
Straight outta the crowd
I play it rather easy
Teri aukaat pe
Stepping over
With a Yeezy
Yeh shit easy sheezy
Lagey zubaan theeki theeki
Gaali ke saath chupki LSD
Soney nahi deta PTSD
Hava breezy breezy
Lagey zubaan theeki theeki (aah)