Aao bataun kya chupa dil main
Dar lagta hai waqt se mujhe
Abhi toh sab theek hai
Sab saath hai mere
Hamesha kyun na yunhi hum rahe?
Agar main kahun
Tham jaaye pal yeh saare
Thehregi kya duniya mere liye?
Kabse yahin hoon phir bhi ghumsi kahin
Yaadon mein, Dil nasamjh
Kaise samjhe ke
Barse kyun baarishien
Roku main yeh na ruke
Barse kyun baarishien
Zindagi main kyun shartien
Barse hai baarishien
Aao na baitho ek pal toh sang mere
Baatien kare bas yunhi
Kal na jaane kya laayega
Kal toh tha hi nahi
Kyun na jee le iss pal ko abhi
Agar main chaahun
Yeh chand aur taare saare
Aayenge kya mere hi leye
Kabse yahin inn uljhano ko suljhaun
Dil bichara, Nasamajh vo
Thoda haara
Barse hai baarishien
Roku main yeh na ruke
Barse kyun baarishien
Zindagi main kyun shartien
Barse hai baarishien
Barse hai baarshien
Barse hai baarishien