Elige una pista para reproducir

Satatar saal azaadi ko pr kya hi y saamaj
Bhooka insaan jhuth ka aur sach p bss sawal
Pyaasa apne faayda ka chahe dusre ka nukasaan
Khuda dkhe uppar s kya bnaya hevaan
Kyu na bandishe h ranjisho p
Vish bhara h mastishko m
Kaala paani hai hridyo m
Rakt na saga rishton m
Hindu muslim krke joh y krvate vivad
Kaha jaata h dharam jb ghr p ho koi bimaar
Hn kya ilaaj krne s phle dkhte rogi ki jaat
Ya rogi dkhe chikitsak apne mzhab ka h kya
Y joh bhakt bane inke lia dharam h bikau
Inhi k karan bna h ab mandir bhi vyapaar
Hn kya gala kaatne s hota malik inka khush
Fir kaato gala apne logo ka dedo parivar ko sukh
Bezubaan khota zindagi uske na maa baap kya
Fir daale post gale k sath aur mupe inke khoon
Y apne kaale kamo k karan samaj ko ghot te
Devi k aage jode hath pr ghar ki devi rondte
Mupe bhara ho pyaar pr peeth p gaali bolte
Rishton ka h kya voh toh paisa s hi tolte
8saal k baalko k hath m bandook
Voh seekh rha h bachpan s ki y rkhna usool
Usse na pata ki ghr aur alag h school
Fir bole sheher apna aisa hi apna aisa hi h khoon
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Na dkhe sister y
Bistarpe
Auro ki ko kiss krke
Bistarpe
Khte ki deal krte
Par voh manna krde
Toh fir y force krte
Cheeke voh phle
Awaaz uski band krte
Bach bhi gyi voh
Toh fir kya hi hn bachi voh
Bachke chli joh
Ab kaha ki bachi voh
Chode bachi na abtk
Chlti nhi joh
Bolne s phle mu band
Karti rhi voh
Voh maa fir sadme
Mai sadti rhi voh
Voh baap na bacha
Pane k bhoj m pada voh
Kse haske batadete ki humne kra rape
Uski kashti dubadete jiski shuru hui race
Aaj 4 kl 5 parso 6 tarso saat
Aise hi krke pade lakhon m aaj case
Jiska sapna tha phle ki hn bana chikitsak
Voh khud banni rogi uska krdia rape
Hn insaaf k hn naam p yaha dabadete case
Sarkar hai bikau bss lagado thode rate
Hn y akku yadav jse ghumte khoole m roz
Aur inki jagah hori azaadi ko hn jail
Kya aise desh ko du salam jaha jati p kalesh
Jaha bhadre dalal rajat jaiso p hai fame
Jha sath dene k naam p ghr k bnd hote gate
Jaha sbke dil kaale aur chehre hai safed
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh
Ye kya hai mera desh
Har jagah hi ya rape
Insan insan ko kaat ta
Yaha jaati p kalesh