Elige una pista para reproducir
Ye kahani hain ek kalakar ki jo likh raha hain kisi ki yaadon main
Subha subha yadein teri khwabo main kyu sataye
Bikhre khwaab adhure mere jo dil main kyu bas jaye
Bhegi bhegi se yaadein hain dil main kyu khwaab muje ye rulaye
Aankho main nami hain dil main jo kami hai
Uski wajah tuhi hain
Sapno ki galliyo main charche ye mehfill tere he mashhur he
Kya koi itna dard de jata hain
Kya koi itna dard de jata hain
Aree mana baby maine tuje hurt bhi kiya tha
Thoda thoda tujpe flirt bhi kiya tha mana mere bolne se
Tera dil dukha par uski bhi wajah kuch aur aur tha
Janee ki koshish tune kiye nahi kabhi mere baree galat kitna bare main hain socha
Aise thodi hota hain jab aapno keliye pyar de
Pyar dene par sirf pyar milta na why
Janee yaar taras jate honge woh log bhi
Jinko milta hai 5 din baad reply aa
Tere naal aaya tha main tere naal marjawanga aaise juthe wadien kiye
Jo tu na nibawanga
Jo tu na nibawanga
Jo tu na nibawanga aa
Subha subha yadein teri khwabo main kyu sataye yee
Bikhre khwaab adhure mere jo dil main kyu bas jaye yee
Bhegi bhegi se yaadein hain dil main kyu khwaab muje ye rulaye rulaye
Bhegi bhegi se yaadein hain dil main kyu khwaab muje ye rulaye rulaye
Aankho main nami hain dil main jo kami hai
Uski wajah tuhi hain
Sapno ki galliyo main charche ye mehfill tere he mashhur he