Elige una pista para reproducir
Kabhi khushi, kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi, kabhi gham
Kya bebasi hai yeh, kya majbooriyaan
Hum paas hain, phir bhi kitni hain dooriyaan
O, kya bebasi hai yeh, kya majbooriyaan
Hum paas hain, phir bhi kitni hain dooriyaan
Jism tu, jaan main
Teri pehchaan main
Milke bhi na milen, yeh hai kaisa bharam?
Yeh hain tere karam
Kabhi khushi, kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi, kabhi gham