Elige una pista para reproducir
Sambhaloge jo tum na toh
Main jaaungi kahan?
Tumhein bhi toh pata hoga
Tumhari hoon main na
Yeh tera-mera rishta
Khuda ne banaya hai na?
Tabhi toh milaya zameen pe, hai na?
Mujhe tujh mein panah dena
Tere jaisa bana dena
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Mujhe tujh mein panah dena
Tere jaisa bana dena
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Aaye jo tu, Khuda kare
Hoke juda jaaye na
Na ho agar tu saamne
Sukoon dil ko paaye na
Hum saath mein baithe rahein
Waqt ruk jaaye yeh
Noor ishq ka aaye nazar
Haan, tere mere liye
Yeh tera-mera rishta
Khuda ne banaya hai na?
Tabhi toh milaya zameen pe, hai na?
Mujhe tujh mein panah dena
Tere jaisa bana dena
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Mujhe tujh mein panah dena
Tere jaisa bana dena
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Haan, dena
Maine tujhe paya toh hai
Qismaton se abhi
Do qismatein milti huyi
Kho na jaayein kahin
Jee lein zara iss pal mein, aa
Saari yeh zindagi
Do zindagi phir ajnabi
Ho na jaayein kahin
Yeh tera-mera rishta
Khuda ne banaya hai na?
Tabhi toh milaya zameen pe, hai na? Haan
Mujhe tujh mein panah dena
Tere jaisa bana dena
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Mujhe tujh mein panah dena
Tere jaisa bana dena
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Haan, dena