Elige una pista para reproducir
Baadalon ne ghar banaya mere liye
Chaand bhi hai paas aaya mere liye
Khwaab mere rangon se bhar gaye
Nazron ne aaj mere liye hain kahaaniyan bune
Shuruwaat inn kahaaniyon mein
Main hi toh hoon
Phir unn aakhir ke aatishon mein bhi
Roshni sa main
Roshni main
Meri raahaton aur mere sukoon ka
Main zariya hoon
Jaane lakeeron mein kya likha hai mere magar
Itna pata mujhe hai
Jab raahein na dikhe toh
Taarein bharun mai
(aasman mein)
Gham ke andheron mein bhi
Roshni sa main
Haan, roshni main
Baadalon ne ghar banaya mere liye
Chaand bhi hai paas aaya mere liye