Elige una pista para reproducir
Tere bina adhoora sa hai ye jahaan
Tu hai kahaan? Tera pata de mujhe
Ye baaton ka matlab bata de mujhe
Soona khada phir wahin pe aake
Anjaam jo ho raha, seh rahe
Chaah ke bhi na khud ko paa hum sake
Teri hi aankhon mein milta mujhe sukooon mera
Jab hum mile the wahin pehli baar
Hona hi tha, ho gaya tujhse pyaar
Hoon kar raha tera hi intezaar
Par kya pata, kahan sukoon mera
Duur ho gaya hoon main khud se, jab ye hua
Main kho rha, mujhe tu bula
Khwaahishein hain bas, faasle ab tu de mita
Teri jal ka koi bhi na hai ab yahan, tu kahan?
Anjaam jo ho raha, seh rahe
Chaah ke bhi na khud ko paa hum sake
Teri hi aankhon mein milta mujhe sukooon mera
Jab hum mile the wahin pehli baar
Hona hi tha, ho gaya tujhse pyaar
Hoon kar raha tera hi intezaar
Par kya pata, kahan sukoon mera
Sukoon mera