Elige una pista para reproducir
Asamano kay pare, ek jahan mai kahin
Jo tu mila toh sab haseen, jo na mila toh kutch nahi
Ab kya karain, kya na karain
mujko bata, meray khuda
kiun de saza muje pyar ki aur dard dia hai dawa nahi
Har din saza, teri har dagah
Teri har nazar, teri har ada
Pay hoon fana, kutch iss tarhan
O bewafa ye sun zara
Phir chal diay, aur jaal gaye
Saray diay, jo thay bhujay
Teri yaad mai, teray sog mai
Teray hijr kay rog mai
Iss moj mai, ek shor hai
Iss shor mai, ek soch hai
Sochay yahan pay har koi, kehtay kya log bhi
Teri har qaza, kar doon ada
Mera dil dukha tu hai waja
Ab lout aa, meray hamnava
Meray dilrubaa
ooo dilrubaa
ye bata kya kiya
tunay mujko haan
kutch aesay tabah kardia
tu milay ga jahan, teray honay ka kya faida