Elige una pista para reproducir
Meray Andar hee thay woh kathin raastay
Jinn pe chala main kabhi ghairon ke kabhi apnon ke wastay
Na Zindagi ka koi karz
Na manzil se koi garz
Qadam Qadam manzil piroye rahoon se aagay barha hoon main
Main chala hoon mitti ke hawalay liye
Apne qadmoon ko safar ke hawalay kiye
Apne aap mein aik qaafila sajaye
Chala hoon main Zindagi Jahaan le Jaaye