Elige una pista para reproducir
Miltay nahin
Kisi morr pe jo
Kho chukay thay ik dafa
Ik dafa
Suntay nahin
Awaaz dil ki dharkanon se de sada
De sada
Jaana zara dekho na
Teri hi har khushi mein hai mera jahaan
Mera jahaan
Jaana zara jaano na
Hum aaj bhi teri galli bhoolay kahan
Bhoolay kahan
Ab hain kharay
Is morr pe
Teri hassi ya shor phir
Kyun raat din is khoj mein hoon parra
Kehnay ko durr ja chukay
Apnay ko apna paa chukay
Kaisi kammi
Dil mein bassi hai yahaan
Jaana zara dekho na
Kabhi haath ki lakeeron mein
Hoon main kahaan
Hoon kahaan?
Jaana zara jaano na
Hum aaj bhi teri galli bhoolay kahaan?
Jo bhi ghum laga
Be asar laga
Jab se tera ye zakham laga
Ab bhi lagi
Teri aas hai
Teri yaad se hi marham laga
Hum kho ke bhi kitna paas honge
Is junoon se kaise azaad honge
Kyun na sunay
Meri iltaja ye khudaa
Jaana zara dekho naa
Wou bhi tou thay jo paa chukay
Apna Jahaan
Apna Jahaan
Jaana zara jaano na
Hum aaj bhi teri galli bhoolay kahaan
Bhoolay kahaan