Mai bolu, mai bolu bhi to kya?
Dum toddu, mai zinda bhi hun kya?
Saddko pe, ghumu sarphira
Kya jaanu, hai milti wo kaha?
Mujhe choddo, mujhe neend nahi hai aati
Beghana bana mera saaki
Ab jaam bana mera saathi
Dil mein hai basi barbaadi
Barbaad hua to baniyo na tu jeene ki wajah
Abaad hua to baniyo na tu marne ki wajah
Dil khol diya to aana tu ab khushiyo ki tarah
Dil zinda gar hai paaya na dena phir sazaa
Mere paas na aana saaki mai zinda bewajah
Tujhe hijr mein hi milunga tum de dena sazaaaa
Mai bolu, mai bolu bhi to kya?
Dum toddu, mai zinda bhi hun kya?
Saddko pe, ghumu sarphira
Kya jaanu, hai milti wo kaha?