Elige una pista para reproducir
Hmm hmmmm hmm hmmm hmm hmmmm
Mera dil kyun meri hi na sune
Apne aap me ye sapne bune
Lagi hai kya isko kisi ki nazar
Ya to iski nazar hai kisi par
Ya to iski nazar hai tumhi par
Shayad iski nazar hai tumhi par
Mera dil tumhara hua ja raha hai
Tumko Dekh kar awara hua ja raha hai
Mera dil tumhara hua ja raha hai
Tumko Dekh kar awara hua ja raha hai
Taaron ki dunia nahi chahta mai
Tera hi Sang chahiye
Yun to beranga sa hoon mai diwana
Tera hi rang chahiye
Dastak haathon se haathon pe kar de tu
Naa kar palkon se aankhon pe parde tu
Nazren mila ab na nazren chura
Mera dil bechara hua ja raha hai
Mera dil tumhara hua ja raha hai
Tumko Dekh kar awara hua ja raha hai
Mera dil tumhara hua ja raha hai
Tumko Dekh kar awara hua ja raha hai
Tera wasta in wadiyon se hai
Mera rasta in wadiyon me hai
Teri jannaten pahadiyan hi hain
Meri manzilen pahadiyon me hai
Bas jaun mai in waadiyon me tere sang
De gar ijaazat tu hanskar
Sanjo le mujhe tu apna gahna samajkar
Ya fir sajne de khud ko mujhpar
Are han sajne de khudko mujhpar
Are han sajne de khudko mujhpar Par kyun
Kyun Ki Mere dil ka tu saiyaara hua ja raha hai
Tumko dekh kar awara hua ja raha hai
Mera dil tumhara hua ja raha hai
Tumko dekh kar awara hua ja raha hai
Dil ko sambhala bahut magar fisal gaya