Elige una pista para reproducir

Aaiye, Mehrabaan
Guzariye, Kuch pal
Yahan
Kashti meri toofaan mein
Tu mera Kinara
Agr Doob jau uss leher mein
Pauchunga tujh tak hai vaada
Farmaiyen, Mehrabaan
Alfaaz mere
Hain Bezubaan
Dikhaaiye rehnuma
Bataaiye, ye kya hua
Hasi teri zehen mein
Maujood kyu hai bata na
Maujood woh bhi kaafire
Dhundhe woh aksar thikaana
Dauraaiye, geet gaan
Daud aaiye waqt kahan
Sharmaaiye, o dilruba
Ruk jaaiye, kal tak yahan