Elige una pista para reproducir
Koyaliya bole ambwa ki daal par
Oh yeh mann mera
Ek gulab sa
Khilta jarha
Oh gulabi hai yeh nadiya
Dheema dheema sa mai behta rha
Oh oh
Ban than (Dheeme dheeme)
Aasmaan (Nile nile)
Tham ja
Mai yaha
Mai yaha
Hai yeh lafz (Fike fike)
Yeh sama (Bhige bhige)
Tham ja
Mai yaha
Mai yaha
Ab gulabi hai yeh jaha
Hai yeh lafz (Fike fike)
Yeh sama (Bhige bhige)
Tham ja
Mai yaha
Mai yaha
Koyaliya bole ambwa ki daal par
Koyaliya bole ambwa ki daal par
Kabhi kabhi kabhi mode ruk
Kabhi kabhi sabhi khole roop
Gaadi sattar shishe pure niche
Tabhi tabhi I be feeling snoop
Ha shabd hai mere (Gehre gehre)
Karli voh yaadein (Taazi taazi)
Ek aat hai rishte naatein tode
fir bhi ham gulabi
Ohh
Chuliyan baato se hi hamko
Yeh baatein jaise shairi ki ho kitaab
Seedha chui mere tann ko
Samjho kamzor ham nahi
Yeh zulfe thehri kaatil rehem kar bhi lo sahi
Ab bhi tu hai
Choti choti si yeh jaan (Jaan)
Bade bade hai bayaan (Fir bhi)
Iski uski baatein sunke karta
Punya paap or kaand
Mere
Shabdo se waqif
Yeh fizaon mai ho ghum
akhir
Kiya kya jaadu ki gulabi hue ham
Ban than (Dheeme dheeme)
Aasmaan (Nile nile)
Tham ja
Mai yaha
Mai yaha
Shabdo se waqif
Yeh fizaon mai ho ghum
akhir
Kiya kya jaadu ki gulabi hue ham
Hai yeh lafz (Fike fike)
Yeh sama (Bhige bhige)
Tham ja
Mai yaha
Mai yaha
Shabdo se waqif
Yeh fizaon mai ho ghum
akhir
Kiya kya jaadu ki gulabi hue ham to
Hai yeh lafz (Fike fike)
Yeh sama (Bhige bhige)
Tham ja
Mai yaha
Mai yaha
Koyaliya bole ambwa ki daal par
Koyaliya bole ambwa ki daal par
Koyaliya bole
Koyaliya bole
Koyaliya bole
Ambwa ki daal par