Elige una pista para reproducir
Sencillo / Pista
Aashiyana dhoonta phir raha tha yun sada
Jaadui sa tu hua mere hawale yun
Naya naya sab lage tu joh mera saanvare
Tera mera koi toh hai pehle ka saath re
Hai payi maine khushiyaan aur woh raahatein
(Tu joh mila hai)
Tu saath hai toh dikhe saare raaste
Naya naya sab lage tu joh mera saanvare
Tera mera koi toh hai pehle ka saath re
Khaali se lagte pal
Jinmein tu na hai shaamil
Khwaabon ke bazaar mein tera hi toh naam tha
Yun pukaar loon tujhe toh khwaabon ka wajood kya
Yaadon ke sawaalon mein tera hi khumaar tha
Tu jawaab de agar toh khwaab sa lage sama
Hai payi maine khushiyaan aur woh raahatein
(Tu joh mila hai)
Tu saath hai toh dikhe saare raaste
Tu baaton mein din raaton mein tu duaaon mein
Aisa dil ko aitbaar hai ke tu mera hi rahe
Khaali se lagte pal
Jinmein tu na hai shaamil