Elige una pista para reproducir
Chaaro taraf jaal bichaaya gaya
Har kadam pe mujhe girane ki sazish hui
Shaitan ki bhook badi hai
Woh har rooh ko nigalna chahta hai
Par woh bhul gaye jiske sar par ishwar ka haath ho
Usse duniya ki koi takat nahi rok sakti
Mujhe banna tha bahaut bada banna tha
Bhukh ke liye paani aur haath mein jab panna tha
Raat mein tha power aur din mein tha sannata
Main gaya English mein, bada bhai Kannada
Bolta nahi kaun saala, bade dost, Don dada
Todte they khidki phir poochte they kaun maara
Lage they hum bars mein, mila tab rebound maara
Janwar they concrete pe, zindagi thi vantara
Step dekhke chadte they kabhi nahi jump maara
Main aur tu same, baarish mein main monk maara
Mila kitna dokha, ginti nahi bahaut saara
Bhai pe koi haath dala, fuck it phir main court jaara
Gully ho ya highway, Mumbai se main khod dala
Gaya tha main comments, mein kisine toh bot dala
Bagal mein mobs daala, har shabd mein cost dala
Bhaiyon mein thoughts dala, bana kaise boss saala
Sign of the cross maara
DIVINE nahi ghar wala, kya ladki kya vaada
Shaadi nahi kar pa raha
Khaali bill bhar pa raha, khaali chill kar pa raha
Saala saala, aye
DIVINE nahi ghar wala, kya ladki kya vaada
Shaadi nahi kar pa raha
Khaali bill bhar pa raha, khaali chill kar pa raha
Saala, saala (क्य-क्य-क्या वादा), aye
Naya din naya main, nani pe gaya main
Dost badle daya main, bahaut dum rupaiya main
Jinko hasaya main, usne rulaya bey
Middle name hai Wilson, middle name hai wilson
Dard beche mic pe, uspe chilaya main
Light hai divine mera, kabhi nahi sayaa mein
Roots tere bhai ki,pura scene hasaya main
Yes, I'm the one, business defiant hai
Uthne pe sher, soya tab hun giant main
Raps nahi science hai, raps nahi science hai
Certified rapper, tu certified client hai
Club jab ghuste ek haath mein pint hai
Haath mein jab Rollie, aadmi ka time hai
Do ghar Mumbai, do hai Dubai mein
Ex meri Dracula, pichli woh daayan hai.
JD aur Ryan hai
Abhi bhi vishwas haan, kis mein haa? bhai mein
Abhi bhi vishwas haan, kis mein haa? bhai mein
Abhi bhi vishwas haan, kis mein haa? Mumbai mein
DIVINE nahi ghar wala, kya ladki kya vaada
Shaadi nahi kar pa raha
Khaali bill bhar pa raha, khaali chill kar pa raha
Saala, saala, aye
DIVINE nahi ghar wala, kya ladki kya vaada
Shaadi nahi kar pa raha
Khaali bill bhar pa raha, khaali chill kar pa raha
Saala, saala, aye (kya-kya-kya vaada)