Elige una pista para reproducir

Sencillo / Pista
Do roz mein woh pyaar ka aalam guzar gaya

Barbaad karne aaya tha, barbaad kar gaya
Do roz mein...
Bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki

Do phool khilte-khilte hi, gulshan ujad gaya
Gulshan ujad gaya
Do roz mein woh pyaar ka aalam guzar gaya
Barbaad karne aaya tha, barbaad kar gaya
Do roz mein...
Leke sahaara yaad ka kab tak koi jiye
Leke sahaara yaad ka kab tak koi jiye
Ae maut, aa ke zindagi se dil hi bhar gaya
Dil hi bhar gaya