Elige una pista para reproducir
Sencillo / Pista
Jaane bhi do na, yaar
Socho, kahin aur ho
Jaane bhi do na
In baaton mein kya hai, hm-hm
Tum yeh maano ya na maano
In khayaalon se bhi tum bekhabar ho
Jaane bhi do na, yaar
Socho, kahin aur ho
Jaane bhi do na
Kyun rukein kahin?
Hai samaa haseen, oh, whoa-oh
Tum yeh maano ya na maano
In khayaalon se bhi tum bekhabar ho
Jaane bhi do na, yaar
Darr se aankhon ko meech ke
Raat yeh na guzaar
Subah thodi der mein
Hogi phir ek baar
Zara nazar mila
Seher ko gale laga
Ho, aur muskura
Oh, jaane bhi do
Jaane bhi do (jaane)
Jaane bhi do, ho, ho, ho
Jaane bhi do na, yaar
Hm, socho, kahin aur ho
Jaane bhi do na
In baaton mein kya hai, hm-hm
Kyun rukein kahin?
Hai samaa haseen, oh, whoa-oh
Tum yeh maano ya na maano
In khayaalon se bhi tum bekhabar ho