Sencillo / Pista
Ho, koi na chale jin par, aise raaston mein hain bhaagte hue bande
Yeh kamaal toh dekho, khwaab dekh lete hain jaagte hue bande
Haan, koi na chale jin par, aise raaston mein hain bhaagte hue bande (bhaagte hue bande)
Yeh kamaal toh dekho, khwaab dekh lete hain jaagte hue bande
In bandon ko koi kya kahe, hain bemisaal, waah-waah!
Hairan sab ko kar dete hain, karke dhamaal, waah-waah!

Ye deewane apni dil ki sunte hain
Kaun jaane, kaise-kaise ye sapne bunte hai
Raasta jo sabse mushkil hai
Ye sada wahi rasta apne liye chunte hai
In bandon ko koi kya kahe, hain bemisaal, waah-waah!
Hairan sab ko kar dete hain, karke dhamaal, waah-waah!
In bandon ko koi kya kahe, hain bemisaal, waah-waah!
Hairan sab ko kar dete hain, karke dhamaal, waah-waah!
Ho, koi na chale jin par, aise raaston mein hain bhaagte hue bande
Yeh kamaal toh dekho, khwaab dekh lete hain jaagte hue bande
Ho, koi na chale jin par, aise raaston mein hain bhaagte hue bande (bhaagte hue bande)