Elige una pista para reproducir
Ab nahi koi sikhwa mujhay
Karna tha jo wo karliya tumne
Door hi raho
Pass anay ki wajah nahi
Chaltey chaltey kese khogaye
Tuney pukara tha tere hogaye
Phir bhi hisay hai judai
Hui na thi qubool saza bhi
Din ginay aur tumse bichar gaye
Mana hai tere aur thay silsilay
Ab janey kya meri wafa tu
Qadar walon ko milti yahan pe
Ab nahi milay ge phir kabhi
Itna hi tha saath is zindagi
Dhund raha tha tere nishaan
Tu na mila to toot gaya
Itni ki koshish usnay
Tu uska kyun na ban saka
Ho chali ye kahani purani
Ik zamana guzar bhi gaya
Milgaya tumhay saathi naya
Thora sa to wo bhi sambhal hi gaya
Chaltey chaltey hum kese khogaye
Tuney pukara tha tere hogaye
Sambhale na hum phir aaj bhi ro paray
Tera aasra na kyun raha