Elige una pista para reproducir
Shokiyaan harr jagah, kaisa yeh khumaar hai
Daayire mein aaj-kal rehna bhi muhaal hai
Mere khaabon ka hai yeh bahana
Rahe tu 'gar toh hi unhe aana
Mere qaboo mein dil bhi raha na
Hum sab tujhpe vaar gaye
(Drop)
Nazrein tujhse joh mili, haye
Aisa laga ke sukoon mujhse hua rubaroo, haan
Tab se dil pe mere dhunn koi chadha
Tera beshumaar hai
Mere khaabon ka hai yeh bahana
Rahe tu 'gar toh hi hai unhe aana
Mere qaboo mein dil bhi raha na
Hum sab tujhpe vaar gaye