Elige una pista para reproducir
Agar lafz bol patay
Agar ye lafz bol patay
Kya kehtay tumhein
Kya na kehtay tumhein
Dekhnay ka intezaar hai
Tumhein dekhnay ka intezaar hai
Par nazar bhar ke bhi
Kya hi kehtay tumhein
Agar lafz bol patay
Dil ye bohat bechein hai
Ab dil ye bohat bechein hai
Ke naseeb tum nahien
Kaisey keh dein tumhein
Agar lafz bol patay
Agar ye lafz bol patay
Kiun khuwaabon main rahun mein na
Tumse milna hi hai wahaan
Kiun so jatay hou tum mujhey
Jagah kar is tarah
Meray lafz hi tou qaid hain
Agar ye bol patay