Elige una pista para reproducir
Kahaan say aye ho
Kya sach ho tum?
Choti si aankhein
Aur mein unmein gum
Paas aao
Haath thaamo
Lay chalo chalo chalo
Mujhey
Mujhsey milay ho
Mehfooz hun
Hanstay hasaatay
Khush hi rahun
Paas aao
Haath thaamo
Chalein chalein
Chalein ham kaheeen
Duuuuur
Hawaaon mein
Kaheen
Duuuuuur
Fizaaaon mein
Din hi ajab hai
Aankhein kya band hain?
Haathon mein haath sab
Kuch hi alag
Jaan-e-jaaana nahi
Saath aana sabhi
Paas hai
Din hi alag hai
Aakhir kya sach hai?
Haathon mein haath liay
Sab hi faraq
Ghabraaana nahi
Paas aana abhi
Dil kahay
Kahaan say aye ho
Kya sach ho tum?
Choti si aankhein
Aur mein unmein gum
Paas aao
Haath thaamo
Chalein chalein
Chalein ham kaheeen
Duuuuur
Hawaaon mein
Kaheen
Duuuuuur
Fizaaaon mein
Duuuuuur
Hawaaon mein
(Aao chalein ham kaheen duur
Bhulaa kay zamaana)
Duuuuuur
Fizaaaon mein
(Phir aaye ho yun tum kabhi
Mujhsay na rooth jaana)
(Duuuuuur
Hawaaon mein)
Aao chalein ham kaheen duur
Bhulaa kay zamaana
Phir aaye ho yun tum kabhi
Mujhsay na rooth jaana
Dil bhi ghazab hai
Chahta wo sab hai
Jabsay milay ho
Gaata wo sach
Jaan aana kabhi
Phir maana tuhi
Sab hai