Elige una pista para reproducir
Sencillo / Pista
Hum wahi hain jag naya
Pal wahi hai din naya
Tu bhi wahi hai jaaye jahaan
Ghar wahi hai dar naya
Baatein nahin par
Baat wahi hai
Yaar kaheen ho
Par yaari yaheen hai
Yaad nahin kyun
Yaad wahi hai
Yaar kaheen ho
Par yaari yaheen hai
Baatein nahin par
Baat wahi hai
Yaar kaheen ho
Par yaari yaheen hai
Yaad nahin kyun
Yaad wahi hai
Yaar kaheen ho
Par yaari yaheen hai
Hmmm Hmmm Hmmm Hmmm
Thoda ziddi main hoon
Tu zara dheent hai
Tu saath hai sab theek hai
Main hawaa mein udoon
Tu mujhe dheel de
Tu saath hai sab theek hai
Meri khinchaayi hasna tera
Teri kamaayi hissa mera
Meri ladaayi gussa tera
Teri pitaayi hissa mera
Hmmm Hmmm Hmmm Hmmm