Dil se kaha tha tujhko mera
Tu dega wafa yeh tha khudse kaha
Dil se kaha tha tujhko mera
Tu dega wafa yeh tha khudse kaha
Chodhh gaya tu sabki tarah
Na lautega hai mujhko pata
Woh pyaar ke saare vaade
Dafan hogye hai sare
Woh pyaar ke saare vaade dafan hogaye...
Haar Gaya Hu mai khudse hi
Kyu hogya juda
Kyu hogya juda...
Han yaad hai mujhe tera hasna
Akhon se sab kehe dena
Woh rooth jana mujse tera
Yaad hai mujhe tera chehra
Raatein beetien hai iss qadar
Tu na hoke bhi rhe gaya idhar
Tere bina mera kaha ghar
Dhundhta hu mai tujhko hi
Kun faya kun
Lavz mere sun
Raato o se zada
Teri yaado me hai gum
Chodha nahi haath
Yaadein Teri khaas
Yaado me lapeet ke
Bass gaya aajj
Royi ab raat
Pehli mulakaat
Yaad hai mujhe
Na ana ab paas
Bacha nahi pyaar
Bacha bass vaar
Cheen liya haqq
Karne ka ab pyaar
Raate hai gawah
Na ab hai sama
Aage ladd ke Badhne
Ka waqt he kaha