Elige una pista para reproducir
Tujhe dekhta rahun
Main baar baar
Hota kyun tujhse hi pyaar
Baar baar
Mujhe kya zaroorat thi
Tere yun pyaar ki
Galti jo thi meri
Dil lagaya aashiqui mein
Tu hai naaraz kyun
Dil mera na samajhta
Tu hairaan kyun
Tu hai naaraz kyun
Dil mera na samajhta
Tu hairaan kyun
Main hun gawaah
Tere pyaar ka
Tu de gayi nasha
Mere hisaab ka
Mujhe to de jawaab
Kyun aane mein kardi deri
Hua hai haal kharaab
Tujhe jaan bhi dedi meri
Mujhme na chahtein hai rahi
Pehli nazar se kaha tha
Mere naseeb mein tu nahin
Teri shakal bhi
Yaad nahin hai mere zehen mein
Pooch ke dekho
Kis haal mein jee rahe
Tu hai naaraz kyun
Dil mera na samajhta
Tu hairaan kyun
Tu hai naaraz kyun
Dil mera na samajhta
Tu hairaan kyun