Elige una pista para reproducir

Taaza-taaza khabrein hain bazaar mein
Taaza-taaza khabrein hain bazaar mein
Humse wafa nahi ki, haaye, humare yaar ne
Hadd se zyada pagal the hum jiske pyaar mein

Bhavron jaisa, bhavron jaisa, roz nayi kaliyon ka hokar
Ghar toh wapas aata tha, par roz nayi galiyon se hokar

Usey bas khud se hi matlab hai is sansaar mein
Usey bas khud se hi matlab hai is sansaar mein
Humse wafa nahi ki, haaye, humare yaar ne
Hadd se zyada pagal the hum jiske pyaar mein
Hadd se zyada pagal the hum jiske pyaar mein
Humse wafa nahi ki, haaye, humare yaar ne
Humse wafa nahi ki, haaye, humare yaar ne
Galti saadi hi si, assi zyada sapne dekhe
Rabb nu bhulke yaar de hi mathe teke
Haaye, rabba, haaye, rabba, dass de kithe jaawan main?
Apna tutta hoya dil kihde ton theek karaawan main?
Kehde mandir jaawan main, kehdi masjid jaawan main?
Apna tutta hoya dil kihde ton theek karaawan main?
Humko rabb dikhta tha, haaye, jiske deedar mein
Usne aag laga di khushiyon ke sansaar mein
Humse wafa nahi ki, haaye, humare yaar ne
Hadd se zyada pagal the hum jiske pyaar mein
Bade hi zyada pagal the hum jiske pyaar mein