Elige una pista para reproducir
Mujhe ye gaana pasand hai
Meri Maa ko hasaana pasand hai
Baap ko ka rap-wap ka pata nahi, mera kamaana pasand hai
Mere bhai ko bahaana pasand hai
Dooje bhai ko malaana pasand hai
Tu baatein falaana falaana failaana, bas mujhe bataana kya sach hai
Har listener kya Rajiv Masand hai?
Rap mein bas gaali pasand hai, laude
Sachi mein bolta jo mann mein
Khushi na bola kar gumm mein
Kuchh bhi na bola kar bhand mein
Eyawoeyaawaaeyaoo rap mujhe karna mumble mein
Neend kyu nahi aati kambal mein?
Pichhle 5 saal se mein soya nahi hu
Under-eye pe BMC gadhe
Saala naya naya meine ghar liye mere yaar ke bann gaye wo adde
Yaha lohe ke chane chabaate chabaate jab bann gaye hai lohe ke tatte
Samjha great art is polarising kya farak pade agar log bate?
Mujhe ye gaana pasand hai
Meri Maa ko hasaana pasand hai
Baap ko ka rap-wap ka pata nahi, mera kamaana pasand hai
Mere bhai ko bahaana pasand hai
Dooje bhai ko malaana pasand hai
Tu baatein falaana falaana failaana, bas mujhe bataana kya sach hai
Tum toh dogle ho, hum bhi dogle hai
Aaja dono ghule aur ek jhoot jee le toh?
Tum toh dogle ho, hum bhi dogle hai, (dogle)
Aaja dono ghule aur ek jhoot jee le toh? (dogle)
Ki khaali mein jeena chaahta hu
Par khaali nahi jeena chaahta hu
Kabhi mein seh nahi paata hu
Aur kabhi mein keh nahi paata hu
Ameer hasa cigarette peete hue
Jab Gareeb bola khaini khaata hu
Kaise ban gaya sangeet mein ye naam mera
Jab ye jaante ki mein nahi gaata hu
Chhoote rishte bhi mein nibhaata hu
Joote ghisgaye par mein chalaata hu
Tere liston mein mein nahi aata hu
Apne hisse ka mein tikaata hu
Mujhe Thaali ka baingan nahi banna
Par thaali jab khaali ghabraata hu
Ye kaano pe baali toh jachti hai
Waise kaano pe gaali jachaata hu
Rakhta mein 100 toh humesha
Kamaake par assi bachaata hu
Mooh maangi mein keemat du maa ko
Saala mein isliye kamaata hu
Warna mein muft mein karlunga
Ye baatein bas sabko bataani nahi
Waise toh duniya banaani hai
Filhaal bahaane banaata hu
Mujhe ye gaana pasand hai
Meri Maa ko hasaana pasand hai
Baap ko ka rap-wap ka pata nahi, mera kamaana pasand hai
Mere bhai ko bahaana pasand hai
Dooje bhai ko malaana pasand hai
Tu baatein falaana falaana failaana, bas mujhe bataana kya sach hai
Mujhe ye gaana pasand hai
Meri Maa ko hasaana pasand hai
Baap ko ka rap-wap ka pata nahi, mera kamaana pasand hai
Mere bhai ko bahaana pasand hai
Dooje bhai ko malaana pasand hai
Tu baatein falaana falaana failaana, bas mujhe bataana kya sach hai
Jabhi Afro wo sunnti thi mein bann gaya hu disiac
Mic pe mein aata hu toh jaane sab mein maniac
Ladke Betaal bolu - back off
Zindagi mein bekhauf
Taste maker project drop kare toh fir hateron ka net-off
THIS IS WHY YOUR FRIENDS DONT SUPPORT YOUR MUSIC
Net off, net off (tera wifi kaat dunga, tera wifi kaat dunga, tera wifi kaat dunga, tera wifi kaat dunga)
Cut it off