
Tum
Marke bhi aaana zaraaaa
Tum
Marke bhi aanaaaa zaraaa
Banke hawaa ka jhokaa
Khula hoga jharokhaa
Aaanaaa tum fir
Yaad mein merii
Dhundlaa sa hai yahaan
Saath hai ye dard basaaa
Kal raat tum aaye the yahaan
Bayaan karaa karaaa
Faydaaa na ro ke chup hojaa zaraa zaraa zaraaa
Chale gaye tum fir yahaan se
Andhere bhari meri raahein
Aao pakdo mera haath aur aa dikhaa do nayi raah
Chale gaye tum yahaan se
Reh gayi hai kuch baatein
Reh gaya bas ek khaalipan jo kabhi naa bharegaa
Tum
Marke bhi aaana zaraaaa
Tum
Marke bhi aanaaaa zaraaa
नैनं छिन्दन्ति शस्त्राणि नैनं दहति पावकः।
न चैनं क्लेदयन्त्यापो न शोषयति मारुतः॥
Chapter - Depression
3 august woh tha din
Jab sunke khabar toota dil
Jab suna ke ab kabhi kahoge na mujhe tutun bharde net ka bill
Jab suna ke na kahoge kabhi ke fever mein lele ye wali pill
Jab suna ke kabhi na sununga aawaaz zameen gayi paeron tale hil
Khaali khaali lagta ghar ab
Ghar mein ni padhta akhbaar ab koi
Dar se mai jaata sehem sunke aap par gaya hu mai mujhe kehte log jab
Kan kan jodke ghar tha chalaaya
Tooti peeth leke tution tha padhaaya
Maanga ni kabhi bhi mujhse kuch bhi
Afsos aapke liye kuch bhi na kar paaya
Bade bhai ne mere lia bada ghar badi gaadi
Uncha kiya sar fir kari shaadi
Maine bas aapko kiya hai naaraaz
Khauf mera yahi kia maine kuch jisse aapko hua kabhi naaz
Kabhi kabhi sochu kaash meri hi bich jaati laash
Covid mein jab hui anhoni mushkil bhot thi wo raat
Kya pata aaj mere jaane se zindaa aaj bache hote aap
Naalaayak beto ko toh jaana chahiye mar
Pata tha mujhe ke laga tha bhot dar
Jab thi maine chodi naukri aur bhot ki ladaai
Ke mai karnaa chaahta apne mann ki
Par ant mein mai ghanta na kar paaya kuch
Shayad mai hi tha wajah aapke dard ki
Please aake daanto mujhe ek baar
Please aake maaro mujhe ek baar
Please karo full sound suno youtube
Aapko hai pukaare aapki earphone ki taar
Please aake dedo dastak mere khaali ghar pe
Please aake dekho mummy
Ro rahi hai meri kabse
Jabse diyaa maine aapki laash ko hai kandhaa
Hasaa nahi hu mai tabsee
Please papa please kardo maaf
Please bas ek baar bas ek baaar
Please ghar aao aap
Tum
Marke bhi aaana zaraaaa
Tum
Marke bhi aanaaaa zaraaa