Mantar mein vilin tere
Dev dev maha devaay
Andar antar dhyaan tere
Om namo shankaraay
Mantrmugadh
Manatar mein tere
Vilin rahu prabhu
Jap mein tere
Dhyaan mein Shiv hai
Praan mein Shiv hai
Antrdhyaan
Andr tu mere
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Parvat mein bhi
Dariya mein bhi
Rehta chaaron dhaam hai
Yatr tatr sarvatr
Bhole Shankar tera naam hai
Jap mein tu hai
Rag mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Mera Shankar
Mera dhaam hai
Mera Shankar
Pyaara naam hai
Aanand bhi
Aarambh bhi
Ant bhi
Mera Shankar
Mera Raam hai
Prem mugadh
Bhakti mein tere
Mantar Mugadh
Mantar mein tere
Vilin rahun Prabhu
Jap mein tere
Om namo shankaraay
Mantr mein vilin tere
Dev dev maha devaay
Andar antar dhyaan tere
Om namo shankaraay
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Jap mein tu hai
Tap mein tu hai
Shiv hi Shiv bas
Sab mein tu hai
Mera Shankar
Mera Dhaam hai
Mera Shankar
Pyaara naam hai
Aanand bhi
Aarambh bhi
Ant bhi
Mera Shankar
Mera Raam hai
Prem mugadh
Bhakti mein tere
Mantar Mugadh
Mantar mein tere
Vilin rahun Prabhu
Jap mein tere
Vilin rahun Prabhu
Jap mein tere
Mantar mein, Vilin Tere