Elige una pista para reproducir
Haan, ab din khatam par raat baaki hai
Subah ki chai ki taraah
Tere liye dil mein pyaar kaafi hai
Ye lamhe hain kuch is taraah
Mera bas chale to inhe rok loon
Gungunaane ki vajaah tu
Tu hi bataa
Kyun hai tu khafaa?
Galti puchoon to tu kahe hoja dafaa
Mujhe kya pataa
Lejaae kahaan
Ye nayi hawaaein
Haaye
Teri nazar mein hai jo fikar
Agar tujhe sataati h ye
To tu hi ye bataa
Main jaaoonga kahaan tere bina ab?
Jab dare bhi tu
Lade bhi tu
To pyaar ki baatein ye kare tu kyun?
Geet ke shabt hi h kya?
Aisi to madad, kaise hi karoon
khud kahoon ya main teri sunoon wajaaein?
Wajaah, bataa bataa bataa
Haan, ab din khatam par raat baaki hai
Subah ki chai ki taraah
Tere liye dil mein pyaar kaafi hai
Ye lamhe hain kuch is taraah
Mera bas chale to inhe rok loon
Gungunaane ki vajaah tu
Kaise main btaaoon?
Kitna tumhe chaahoon
Seedhi si to baat na ye
Kaise na rulaoon?
Tumse na chupaaoon
Dil mein jo baat rahe
Seene se lagaaon
Dhadkanein sunaoon
Tum ho to ab ye bhi hain tez
Gaane jo banaao
Tumhe jo sunaao
Aadhe to ye tum par hi hain
Ab Kya kahoon main tumse
Ki bina chaahe bhi kitna chaahoon tumhe
Galti ho jo humse
Unhe bhulaake bas hum ek saath rahe
Dil jo mera tum pe hai
Acche ya bure jab haalat rahe
Hum saath rahe
Hum saath chalein aur tu baat kare
Ki kaise meri aashique rahegi tere baad bhi
Main kahoon ki tumse zyada pyaara koi insaan nahi
Aur ye mera mazaak nahi, tumhaare hassi aaj bhi lajawaab
To kehna chaahoon tumhe ki
Haan, ab din khatam par raat baaki hai
Subah ki chai ki taraah
Tere liye dil mein pyaar kaafi hai
Ye lamhe hain kuch is taraah
Mera bas chale to inhe rok loon
Gungunaane ki vajaah tu
Haan, ab din khatam par raat baaki hai
Subah ki chai ki taraah
Tere liye dil mein pyaar kaafi hai
Ye lamhe hain kuch is taraah
Mera bas chale to inhe rok loon
Gungunaane ki vajaah tu