Elige una pista para reproducir
Bhulun Mein Kaise Woh Baatein Teri
Hoti Thi Jab Mulakatein Kayi
Aankhon Mein Meri Tha Tu Chaa Gaya
Dil Bhi Mera Tha Tera Ho Liya
In Aankhon Ne Dekhe Tere Sapne Kayi, Bin Pura Kiye Kyun Chod Gayi
Dil Ki Nafzon Mein He Chehra Wahi
Ye Aansu Jo He Be-wajah To Nahin
Pyar Me Doorie Har Lamha Sahi
Ye Aansu Jo He Be-wajah To Nahin
Maine Kalam Har Baar Use Chaha
Pyar Magar Ek Baar Nahin Paaya
Durr Raha Phir Dil Wahin Laaya
Un Raston Pe Bhi Ab Jaana Nahin
Pyar Ki Manzil Ko Paana Nahin
(Aalap)
Tanha Rahunga
Dard Sahunga
Tanha Rahunga, Dard Sahunga
Sabse Mohabbat Ko Jhuta Kahunga
Bas Pyar Na Karunga
(Aalap)