Jaa mere bina jee le zara
Hai na khayaal bhi raha ab tera
Kaise mai ye bhi karu ab bayaan
Hai na zara bhi raha main tera
Main tera
Tha thehera yahi tere bina
Saare zakham duniya se mai chupa raha
Taaro me bhi dhunda tujhe har jagah
Magar na mila ek nishaan bhi tera
Laga tha samay judne me haa
Aasu jo piye apne maine
Kyu vaade saare bey asar lagte hai mujhe
Ab chodh di haa ye zidd maine
Hai bache sang tukde dil ke
Kaise rahu yu banke main tera?
Main tera